Choodiyaan Khanke is the latest Hindi song from the Album. The music was composed by Himesh Reshammiya and sung by Ankush Bhardwaj & Sneha Shnakar Lyrics were Written by Himesh Reshammiya
Choodiyaan Khanke Song Lyrics English
Sath tera mera janmo ka hain ye
Gehra hain ye nata
Nahin Chan lamhon ka ye
Pihu pihu bole papiha jaab tu aaye
Ankhein meri muskaye jaab tu aaye
Choodiyaan khanke meri chunari laharayen
Badal chandi barsaye jaab tu aaye
Tere bin oo sajan mera jeeya ghabraye
Teri yaadein ka basera Mere Dil ko bada tarsaye
Yee duriyo ka sousam Kitane sawan barsaye
Meri dhadkano mein rahta tera ye dil hain
Aapna Milan kyu itna mushkil hain
Pihu pihu bole papiha jaab tu aaye
Ankhein meri muskaye jaab tu aaye
Meri haar ek saans tujhko Pukare aaja aaja
Aapni ashiqui ka haar ek Kissa Kitana pyaara
Tu hain tho mujh mein jaa hain
Tujhse saare armaa hain
Tujhse meri umeedein
Mere Dil pe tere hee Nasha hain
Teri yaadein ka basera Mere Dil ko bada tarsaye
Yee duriyo ka sousam Kitane sawan barsaye
Meri dhadkano mein rahta tera ye dil hain
Aapna Milan kyu itna mushkil hain
Pihu pihu bole papiha jaab tu aaye
Ankhein meri muskaye jaab tu aaye
Aajka nahin hain aapna pahale ka hain bandhan
Afsana ye janmo ka Janmo ka diwana paan
Tu mera Jahan ka Sitara Tujhse hee jeevan saara
Tujhe dekhte hee humnein Aapna tha dil yee haara